कोई दीवाना कहता है कोई पागल समझता है
मगर धरती की बैचेनी को बस बादल समझता है।
तू मुझसे दूर कैसी है, मैं तुझसे दूर कैसा हूँ
ये तेरा दिल समझता है या मेरा दिल समझता है।
मुहब्बत एक अहसासों की पावन सी कहानी है
कभी कबिरा दिवाना था, कभी मीरा दिवानी है।
यहाँ सब लोग कहते हैं, मेरी आंखों में आँसू हैं
जो तू समझे तो मोती है , जो ना समझे तो पानी है।
Friday, May 23, 2008
Aarzoo Me Hasrat hai
aarzoo main " HASRAT ", hasrat main " UMEED ",
umeed main " KHEYAL ", kheyal main " TASAWUR "
tasawur main " TASVEER ", tasveer main " TU HAI "
tujh main " ADDA HAI ", adda main " WAFA "
wafa main " SHOKHI ", shokhi main " SHARARAT "
shararat main " GHUSA ", ghuse main " BANAWAT "
banawat main " APNAIYAT ", apnaiyat main " CHAHAT "
chahat main " KHULOOS ", khuloos main " PIYAR "
piyar main " EBAADAT ", ebaadat mein " KHUDA "
Khuda se " DUA HAI ", dua main sirf " TUM HO "
be happy always...................

Baat Din Ki Nhi
बात दिन की नहीं , रात से डर लगता है,
मुझे अपनी ही साँसों की आवाज़ से डर लगता है,
यूँ तोह आंसू दिए है उसने मुझे हर्र ख़ुशी के मौके पर,
उसके इसी मोहब्बत के अंदाज़ से डर लगता है,
बड़े सुर में रोती है मेरी तन्हैयाँ ,
शायद इसलिए मुझे साज़ से डर लगता है,
शर्मा जाऊँगी में तोह वोह उसे मेरा प्यार समाज बैह्तेगा,
हाँ इसलिए मुझे अपने आँखों की लाज से डर लगता है,
दो बातें की नहीं कभी उसने पास बैठकर मेरे,
रो कर वोह बयान न कर दे उसके दिल के राज़ से डर लगता है....[

Khamosh Jubaan
khamoshiyon ki jubaan nhi hoti,
sirf dard aur tanhaiyab hi sathi hote hain,
khamoshiyon k dard ko koi samajh sake aisa koi dil nazar nhi aata,
khamoshiyon ki aawaz bahut khamosh hoti hai
ise sunne ki har dil ko aadat nhi hoti,
aisa koi milta nhi jo samjhe inki jubaan ko,
inhein to kuch bhi kahne ki aadat nhi hoti,
khamoshiyon k sath sirf khamosh dil hi hota hai,
khamoshiyon k paar to khamoshi hi hoti hai,
isliye khamoshiyon ki jubaan nhi hoti,
sirf ek ankahi ansuni khamoshi hi hoti hai

Dil Ki Yaade
Bheege hue chehre pe, aansoon ghul jaate hai
Kya yehi wajah hai tum, barsaat mein milte ho
Bandh palkhon mein, Dil ke dard chup jaate hai
Kya yehi wahah hai tum, parde mein rehte ho
Gulistaan se gul bichad jald murjha jaate hai
Kya yehi waha hai tum, kaanton mein khilte ho
Taklif mein hi insaan ko Rab ki yaad aate hai
Kya yehi waha hai tum, kailash mein baste ho
Hasrat chaand paane ki rakh, khud mit jaate hai
Kya yehi wajah hai tum, aasman mein dikhte ho

Subscribe to:
Posts (Atom)